O SATHI RE TERE BINA BHI KYA JINA | LYRICS - Asha Bhosle Lyrics
Singer | Asha Bhosle |
Music | Kalyanji Anandji |
Song Writer | Anjaan |
o sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
o sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
phulo me kaliyo me,
sapno ki galiyo me
phulo me kaliyo me,
sapno ki galiyo me
tere bina kuchh kahi na,
tere bina bhi kya jina
o sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
har dhadkan me pyas hai teri,
sanso me teri khushbu hai
is dharti se us ambar tak,
meri nazar me tu hi tu hai
pyar ye tute na,
pyar ye tute na, tu mujhse ruthe na
saath ye chhute kabhi na,
tere bina bhi kya jina
sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi
tere bina bhi kya jina
o sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
phulo me kaliyo me,
sapno ki galiyo me
phulo me kaliyo me,
sapno ki galiyo me
tere bina kuchh kahi na,
tere bina bhi kya jina
o sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
har dhadkan me pyas hai teri,
sanso me teri khushbu hai
is dharti se us ambar tak,
meri nazar me tu hi tu hai
pyar ye tute na,
pyar ye tute na, tu mujhse ruthe na
saath ye chhute kabhi na,
tere bina bhi kya jina
sathi re, tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi kya jina
tere bina bhi
Post a Comment
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box.